Shubhkamana NAVWARSH ki janharsh ke utkarsh ki
Meel ke pththar bane har kschchetra Bharat varsh ki
Arthik pragati ke jor pe duniya maan rahi loha
Amrika , France, Japan, Germany sab deshon ke sath sada
chalkar dikhlaye Bharat , Russia, Britain , Pak Aur Cheen Yahan.
Badhe Dosti ka Hath Sabhi Ke Yog Bhoomi bikshit karne.
Kalyan Vishwa ka Ho, Khatra tale Pradooshan ki
Jai Jai ho Bharat Varsh Ke Yuvaon ke sangharsh Ki
Shubhkamana NAVWARSH ki janharsh ke utkarsh ki